Pravat choote aasman ko
pankajkanaujia6484
Aug 15
1 min read
Parvat choote aasman ko
Ye bharat desh nirala hai
Wo shaheed hua hai sarhad par
Wo bada hi kismat wala hai
Mar mit gaye wo log
Watan pe apne
Choda ghar tha
Chode apne
Chode Saare sapne
Dushman ko Maar kar
Bhale hi diye gaye wo maar
Per desh pe lad kar marne ko
The sada hi wo tayar




Comments