Jab Bharat Hua Ghulam Ek Itihaas Ki Kahani
pankajkanaujia6484
Aug 15
1 min read

Jab ye bharat hua gulaam
Byaah ke lakshmi jhansi aai
Hokar bhi ek naari usne
Deshbhakti apni dikhlai
Mara tha beta teen maas mei
Muh boli thi wo santaan
Us nidar veerangna ki
Sunai maine ye daastan
In kuch aakhiri shabdon se
Main deti hu apni vaani ko viraam
Main aapko ye katha suna kar
Karti hun aapko pranam



Comments